Monday, July 31, 2006

Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai ?..

I was watching a movie Boot Polish yesterday,the song Nanhe Munhe Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai?.....to my mind is such a futuristic song written in 1974.Here how it goes:

Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai
muthi mein hai taqdeer humari
muthi mein hai taqdeer humari
humne kismat ko bas mein kiya hai

bholi bhaali matwaali aankho mein kya hai
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aankhon mein jhoome umeedon ki diwali
aane wali duniya ka sapna saja hai

nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai

Bheek mein jo moti milega loge ya na loge
zindagi ke aansuyon ka bolo kya karoge

bheek mein jo moti mile to bhi hum na lenge
zindagi ke aansuyon ki mala pehne ge
mushkilon se ladhte phirte jeene mein maza hai

Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai..

Humse na chhuh paayo baccho humein to bataayo
aane wali duniya kaisi hogi samjhaayo
aane wali duniya mein sab ke sar pe taj ho
na bhookon ki bheedh hogina dukhon ka raj ho
badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hain

Nanhne munne bacche teri muthi mein kya hai...

Nanhe Munne bacche teri muthi mein kya hai ?

Now in 2006 kids have answer to this question which is muthi mein hai taqdeer humari...Taqdeer is come out in the form of ,Technology,Internet ( Google culture ) ,Mobile communication..which i think make kids to see through there eyes "umeedon ki diwali".

What is important now is that these kids should take this taqdeer( technology) and create,innovate and make sure that they acheive this :
aane wali duniya mein sab ke sar pe taj ho
na bhookon ki bheedh hogi
na dukhon ka raj ho
badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hai






2 Comments:

Anonymous Anonymous said...

Interesting view on life and simplicity through the eyes of a playwright, among many other things. Whats your view ? Why no profile ?

1:38 AM  
Blogger PavanJam said...

I think name is enough to describe a person i thought its the most simplest way to describe.

3:20 AM  

Post a Comment

<< Home